Sunday, December 10, 2006
Dil hi to hai naa sang-o-khistDard se bhar naa aye kyun
Royein gey hum hazaar baar
Koi humme sataaye kyun….
Dair nahi, haram nahi
Dar nahi, Aastaan nahi
Bethein hain raah-guzar pe hum
Ghair humme uthaaye kyun….
Qaid-e-hayyaat-o-band-e-ghum
Asal mein dono aik hain
Maut se pehlay aadmi,
Ghum se nijaat paaye kyun…
Haan woh nahi khuda parast
Jao woh bewafa sahi
Jisko ho deen-o-dil azeez
Uski gali mein jayein kyun…
-Ghalib
.
2 hours cookbook at 4:12:00 PM
3 TidBitS
- at December 12, 2006 5:13 AM Siyaah said...
Ah, one of my favorites from Ghalib...
"Qaid-e-hayyaat-o-band-e-ghum
Asal mein dono aik hain"
PS: the ghazal playing on ur stickam is pretty good as well...have heard it before in more classical mode...wonder who's the singer of this version...- at December 13, 2006 12:22 PM 2 hours cookbook said...
I like
"Haan woh nahi khuda parast
Jao woh bewafa sahi
Jisko ho deen-o-dil azeez
Uski gali mein jayein kyun…"
It's John Glenn.
Btw, who is the actual singer of this ghazal?any ideas?- at January 11, 2007 5:25 AM Yazi said...
i love this one
a classic by ghalib and very nicely did by jagit singh!!